Janiye Money App istemal kyu nahi karna chahiye? - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Saturday, August 17, 2019

Janiye Money App istemal kyu nahi karna chahiye?

Janiye Money App istemal kyu nahi karna chahiye?

Internet par Money application ke adhikansh Customers care phone number adhiktar number farzi paya gaya hai.Eska Sanchalan cyber apradhi kar rahe hai.Kehne ka matlab yah hai ki Ese Cyber crime karne wale log operate kar rahe hai.
Esse Savdhan rahne ki avshyakta hai.Yadi aap unke number par call karte hai to sambhatah Hai ki aap thagi ka shikar ho jayenge.Eske pahle jitni bhi cyber thagi jitni bhi ghatna ko anjam diye hai.Grahko ka vishvas lekar pin number aur otp lelete hai.aur fir unke sath thagi ke shikar kar dete hai.


Lekin esse lekar logo me ab jagrukta ho gaya hai.Aise me Cyber crime karne wale naye naye Tarike apna rahe hai. Police ke anusar Cyber crime karne wale log ab Mobile app or E-wallet jaise appliaction ka upyog karne walo ko apna sikar bana rahe hai.Ye sab application se paise bhejna,Mobile recharge,Electricity bill kafi ko bhugtan karne walo ko cyber crime wale jyada shikar bana rahe hai.Kayi bar to aise bhi hota hai ki aap e wallet se paise recharge kar le lete hai aur bank se aapka paisa cut bhi jata hai Lekin aapka mobile recharge nahi hota hai.

Aisi samshya me aap customer care par apna shikayat karna chahte hai aur unke pas call karte hai apni samshya register karvane ka liye. Customer care ka number us application me na rahne ki wajah se aap internet par unka customers care ka number search karte hai aur yahi se unka thagi ka kam shuru ho jata hai.

Aap us number par call kartr hai aur aapse Pin aur otp ki mang ki jati hai aur aap sochte hai ki vo care wala hai aur bata dete hai.Aur unlog aapka bank ka sara paisa khali kar dete hai.

Girfter Cyber Apradhi ne en tarike ko kiya khulasa
-->Girftar Apradhiyo ne police ko bataya tha ki uske sath Devghar me kasariya nivash  Sarif ansari dwara bank dharko se thagi kar halim ansari ke bandhan bank ke khata se lagbhag 30 lakh ka avaidh roop se transcation ka thagi kiya tha.Uske bad register par e wallet aur bhim app ke dwara transfer karke Online kharidari karte the.Aur bache huye rupeya ko Halim Ansari ke bank khate me transfer kar dete the.Eske avaj me halim anasari usme se 25% commission ke taur par rakhta tha.

Conclusion
To dosto,Aap bhi dhyan se ye sab chize ka istemal kare.aur hmesha Asli custmer care ka number par hi bat kare.aur ye hmedha dhyan rakhe ki kabhi bhi Custmer wale aapka pin aur otp number nahi puchtr hai.To hmesha eske liye sachet rahe.aur article achha laga ho to apne dosto ke sath share karna bilkul bhi na bhule.


Aise hi Gyan badhe bate,Sports,movie related aur Duniya bhar ki khabar pane ke liye AsianHindi.com facebook page like aur follow krna na bhule. Agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto ke sath share zroor kare. Post read karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

No comments:

Post a Comment