Nokia 8.1 Launch in india ? Specifications price leak
Nokia 8.1 prices
4GB RAM 64GB Storage 17,700 rupees
6GB RAM 64GB Storage 20,900 rupees
Nokia X7 Handset ka global Variant Nokia 8.1 ko India me 28 November ko launch kiya ja sakta he.
report ke anusar Nokia 8.1 ka Price 23,999 Rupees hoga. nokia 8.1 smartphone ne anya phone ko takkar dene wala he jese Xiaomi Poco F1 or Honor play phone ko bhi, is nokia 8.1 me bhi nokia ka anya model ke jesa hi Android pie Stock version par chalega.
HMD global ne aabhi event ke liye media invite bhejna suru nehi kiya he. yad kara du ki pichle mahine Nokia X7 ka china me launch kiya gaya tha. is phone ka design bhi Nokia 6.1 Plus or Nokia 5.1 plus se milta julta he. Nokia 8.1 ke specification Nokia X7 se milta julta dikhay diye he. halaki ek sabse badha badlao yeh he ki Nokia 8.1 Google ke Latest Version Android 9.0 pie se launch ho sakta he.
Nokia 8.1 Specifications
Nokia X7 ka global variant nokia 8.1, toh ummed he ki dono ke specification same hi he. Nokia 8.1 par Android 9.0 pie stock version par chalega. is phone me 6.1 inch ka Full HD+ display ho sakta he. jiska aspect ratio 18:7:9 he. is phone me 2.5D curb glass ka istemal kiya ja sakta he. nokia 8.1 me Octa-core Qualcomm Snapdragon 710 processor he. RAM or storage ke bat kare toh is phone me do Variant hone ki ummed he 4GB RAM 64GB storage, 6GB RAM 64GB storage dono variant 400GB tak Microsd card support karenge.
Camera ke bat kare toh Nokia 8.1 me Dual Rear camera setup diya ja sakta he. primary sensor 12MP ka aur Secondary 13MP sensor ho sakta he. Selfie or video calling ke liye af/2.0 ofsor wala 20MP ka front camera diya ja sakta he. Nokia 8.1 me 3,500 mAh ka battery or 13 watt ki fast charging support karega.
Key Specs Unconfirmed
Display : 6.18 inch
Processor : Octa-core
Rasolution : 1080 Pixcel
OS : Android 9.0 pie
RAM : 4 GB and 6GB
Internal Storage : 64GB and 64GB
Rear Camera : 12MP + 13MP
Front camera : 20MP
Battery capacity : 3500 mAh
Toh dosto, aise hi latest update ke liye asianhindi.com ko follow jarur kare. Dhannyabad
Processor : Octa-core
Rasolution : 1080 Pixcel
OS : Android 9.0 pie
RAM : 4 GB and 6GB
Internal Storage : 64GB and 64GB
Rear Camera : 12MP + 13MP
Front camera : 20MP
Battery capacity : 3500 mAh
Toh dosto, aise hi latest update ke liye asianhindi.com ko follow jarur kare. Dhannyabad
No comments:
Post a Comment