Google map update massage features, Janiye details Hindi me - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Thursday, January 3, 2019

Google map update massage features, Janiye details Hindi me

Google maps ne kiya ek new update business ko lekar, jaane kya hai vo update !

Hello dosto ek baar phirse aapka swagat hai asianHindi.com ki website pe iss baar mai mai aapko Google map Massage update ke liye  hue kuch changes ke baare mai bta ne ja raha hu asha karta hu ki aapko yeh jaankari pasand ayegi. To chaleye shuru karte hai !




Dosto aap sbko pta hi hoga ki google maps ke baare mai aaj kal har koi google maps ko use karta hai or use kaffi easy ho jata hai kisi jagah prr jana orr iska ek or kamaal feature to yeh bhi hai ki ismai humko traffic ka bhi pta chl  jaata hai ki kon se road pe kitna traffic hai or kha pe kam kai jise hum apni destination pe time par paunch sakte hai.



Third-party image reference

Doosre word mai bola jaye to Google maps humari daily life ka ek hissa hi ban gya hai orr log ise roz use karte hai but unhe yeh nahi pta ki google maps ne abhi thori time phele business ko lekar ek update diya hai. Kya aap us update ko jaante hai ? Agar nahi jaante too hum aaapko baat  dete hai kii last month google ne auto rickshaw ko lekae ek uodate diya tha jo ki sirf dehli ke liye hi tha. Is updated mai public transport ke recommendation mai auto rickshaw bhii show kar rha tha.


But is baar jo Google map Massage update hai vo business se related hai. Vo businesse se related hai. Jin logo ne apna business page add kiya ukse regarding user ko message ka option mil gya hai. Jo kaafi helpful hai hum sabke liye or saath iseme ek or change kiya gya mountain view ko lekar jisse mountais ko or bhi bada dikhaya gya hai.


Google map Massage update,yeh jo messaging ka features hai yeh kisi messaging app ki tarah nahi hai balki yeh usse kafi had different hai. Jo ki navigation mai bhut help karega. Kuch users ke pass message section phele se hi available hai. Yeh message section google maps ko open kar left swipe kro ge to  aapko mill jayega.

  
Jo message section hai vo left swipe krne par 'Your Contributions' ke neeche hi hamburger menu mai apko  mil jayega.

Google map Massage update ke help hum apne local business owner se phele hi baat kar sakte hai or jaane se phele hum time fix kar skte hai orr jisses humara time bhi kafi bachta hai.


Google map message update abhi tak kuch selected user ko hi diya gya hai. Or abhi iski testing chl rahi hai. Baad Google map Massage update sabhi user ke liye available hoo Jayega filhaal abhi yeyeh itna helpful nahi saabit hua hai. Or jin local business owner ko apni sales increase karni hai vo is message features ko zaroor use kare.

I hope aapko yeh jaankari pasnd aayi hogi aise hi latest updates ke liye Ashainhindi.com ko follow karna na bhule or koi sujhav ho to comment box mai comment kare. Thank you



No comments:

Post a Comment