Honor 10 lite की Specifications in Hindi, Release date ? | Honor 10 lite ka kimat ? - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Wednesday, January 9, 2019

Honor 10 lite की Specifications in Hindi, Release date ? | Honor 10 lite ka kimat ?



Honor 10 lite की Specifications in Hindi, Release date ? | Honor 10 lite ka kimat ?

Hello,  is post me apko jankari milega, Honor ka ane vala smartphone Honor 10 lite ke bare me. janiye Honor 10 lite ki khasiyat aur kimat, Release ke bare me !


Haal hi mai lauch hua honor ek phone or lauch hua tha jiska naam honor 8A tha jo ki ek mid range phone tha par aaj mai apko Honor ke new lauch hue phone ke baare mai batooga jiska naam Honor 10 lite hai.


Design of Honor 10 lite

Agar design ki baat kare to honor 10 lite apne purane variant ki Honor 10 ke jaise hi hai par Honor 10 lite mai kuch naye features bhi add kiye gaye hai.
Third-party image reference

Specifications of honor 10 lite

Honor 10 lite mai 6.21 inches ka full hd plus water drop style notch vala display diya gya hai. Honour 10 lite ke display ka resolution 1080x2340 pixels hai. Honour 10 lite android ke latest version android pie yaani ki 9.0 pe kaam karta hai. Honor 10 lite mai kirin 710 octa-core processor ka use kiya gya hai. Jiski clock speed 2.2 Ghz hai. Honor 10 lite ke 4GB RAM or 6GB RAM ke doo variant market mai available hai. 


Camera setup ki baat kre to honour 10 lite mai aapko doo rear camera milte hai jin mai se ek 13 MP  ka or doosra 2 MP ka hai. Honor 10 lite ke front mai 24 MP ka camera diya gya hai. Agar honor 10 lite ke internal storage ki baat kre to is phone mai aapko 64GB ki in-built storage milti hai jo ki bhut acchi baat hai. Honor 10 lite mai aapko dual volte ka support bhi milta hai. Honor 10 lite ki battery 3400 mAh ki di gayi hai jo apni price range ke hisaab se itni badia nahi hai. Honor 10 lite ke phone ka weight 162 gram hai.


Key specs of Honor 10 lite

Display : 6.21 inches full hd plus
Resolution : 1080×2340 pixels
Processor : kirin 710 octa-core
RAM : 4GB
Battery : 3400 mAh
OS : Android pie 9.0
Front camera : 24 MP
Back camera : 13+2 MP
Storage : 64 GB



Price of honor 10 lite



Honor 10 lite ka price 14.,400 rupees hai jo ki iske 4GB RAM or 64GB storage vale variant ke liye hai.

6GB RAM 64GB storage vale variant ka price 17,500 hai or 6GB RAM or 128 GB storage vale variant ka price 19,500 hai.


Launch date of Honor 10 lite

Honor 10 lite india mai 15 January 2019 ko launch ho sakta hai. Or yeh btaya ja raha hai ki honor 10 lite ka price 15,000 se shuru ho sakta hai.


asha karta hu aapko Honor 10 lite phone ke baare mai pata chal gya hoga. Is post ko apne friends ke sath share jaroor kare or meri post ko parne ke liye aapka bhut bhut Dhanyabad


No comments:

Post a Comment