Dosto ek baar phir se aapka swagat hai Asianhind.com site par aaj mai apko whatsApp ke related jankari dene ja raha hu. Aap sabhi whatsApp to use karte hi honge to aapko aaj mein whatsApp ke ek khas feature ke bare mai batane jaa raha hu.
Jaise ki uppar title mai likha hai ki WhatsApp chat wallpaper kaise change kare aaj mai aapko usi ke bare mai batane ja raha hu. Vaise to whatsApp ek bahut hi badhia application hai jo aapko android or ios dono phone ke liye mil jayegi. Agar aap android phone use karte hai to yeh application aap play store se download kar sakte hai or agar aap ios phone use karte hai to yeh application aapko app store mai easily available mil jayega.
Whatsaap ke bhut hi famous application hai aaj ki date mai bacche ho yaa bhude har koi ise use karta hai. Aur jo log business karte hai unke liye bhi whatsaap business naam ki aaplication bhi available hai.
Whatsaap application mai chat ke feature ke bare mai pta hi hoga or hum sabhi chat bhi karte hi honge to jo us mai ek white background hoti hai to isi ko hi whatsaap chat wallpaper paper ya whatsaap conversation wallpaper kehte hai. Aur hum ise apni marzi ke hisaab se change bhi kar sakte hai. Abb mai aapko whatsaap ke chat ka wallpaper kaise change karte hai uske baare mai btooga. Neeche steps by steps mai btaya gya hai whatsaap conversation ke wallpaper ko change kaise karna hai
Step 3. Three dots menu pe click karne ke baad whatsaap mai aapko settings ka options mile ga aapko us par click karna hai.
Step 4. Settings pe click karne ka baad aapko aapke samne aapka profile photo or name show hoga uske neeche aapko chats ka options milega aapko us pe click karna hai.
Step 5. Chat pe click karne ke baad aapke saamne ek or page khulega usme aapko ek wallpaper naam ka option mile ga aapko us par click krna hai.
Finally agar aap in steps ko follow kar ke whatsaap ke chat ke wallpaper ko change kar sakte hai. Ek or method hai jis se aap wats aap ke chat wallpaper ko easily change kar sakte hai. Neeche diye gaye steps ko follow kare
Step 1. Open whatsaap
Step 2. Whatsaap ko open karne ke baad aapni kisi bhi chat ko open kar le.
Step 3. Whatsaap chat ko open karne ke baad aapko chat ke andar left side mai three dot menu milega apko us par click karna hai.
Step 4. Three dot menu par click karne ke baad aapko wallpaper ka ek options milega us par aap click kar ke watsaap ke chat ka wallpaper change kar sakte hai.
Mai asha karta hu ki aap in steps ko follow kar ke whatsaap conversation screen ke wallpaper ko change karna seekh gye honge. Aur bhi aise hi taza jaankaari ke liye humare Facebook page ko like karne aur sath sath asianhindi.com ko bhi follow kar le. Meri post parne ke liye aapka bhut bhut Dhayanvaad.
Whatsaap ke bhut hi famous application hai aaj ki date mai bacche ho yaa bhude har koi ise use karta hai. Aur jo log business karte hai unke liye bhi whatsaap business naam ki aaplication bhi available hai.
Whatsaap application mai chat ke feature ke bare mai pta hi hoga or hum sabhi chat bhi karte hi honge to jo us mai ek white background hoti hai to isi ko hi whatsaap chat wallpaper paper ya whatsaap conversation wallpaper kehte hai. Aur hum ise apni marzi ke hisaab se change bhi kar sakte hai. Abb mai aapko whatsaap ke chat ka wallpaper kaise change karte hai uske baare mai btooga. Neeche steps by steps mai btaya gya hai whatsaap conversation ke wallpaper ko change kaise karna hai
Steps to change whatsaap chat wallpaper
Step 1. Open whatsaap
Step 2. Whatsaap open karne ke baad left side mai uppar three dot menu hogi aapko us par click karna hai.
Credit by wikihow |
Step 3. Three dots menu pe click karne ke baad whatsaap mai aapko settings ka options mile ga aapko us par click karna hai.
Credit by wikihow |
Step 4. Settings pe click karne ka baad aapko aapke samne aapka profile photo or name show hoga uske neeche aapko chats ka options milega aapko us pe click karna hai.
Credit by wikihow |
Step 5. Chat pe click karne ke baad aapke saamne ek or page khulega usme aapko ek wallpaper naam ka option mile ga aapko us par click krna hai.
Credit by wikihow |
Step 1. Open whatsaap
Step 2. Whatsaap ko open karne ke baad aapni kisi bhi chat ko open kar le.
Step 3. Whatsaap chat ko open karne ke baad aapko chat ke andar left side mai three dot menu milega apko us par click karna hai.
Step 4. Three dot menu par click karne ke baad aapko wallpaper ka ek options milega us par aap click kar ke watsaap ke chat ka wallpaper change kar sakte hai.
Mai asha karta hu ki aap in steps ko follow kar ke whatsaap conversation screen ke wallpaper ko change karna seekh gye honge. Aur bhi aise hi taza jaankaari ke liye humare Facebook page ko like karne aur sath sath asianhindi.com ko bhi follow kar le. Meri post parne ke liye aapka bhut bhut Dhayanvaad.
Wow, What a Excellent post. I really found this to much informatics. text strangers
ReplyDeleteWithout fail, your writing style is top professional; even your website also looks amazing thank you for posting. online chat
ReplyDeleteI'm glad to see the great detail here!. Auto Reply for WhatsApp
ReplyDelete