Hello dosto ek Baar phir se aapka swagat hai asianhind.com pe mai asha karta hu ki aap sab ache hi honge. Aj mai aapke liye technology se related kuch interesting khabar laya hu jo ki oppo ke new smartphone ke bare mai hai. Ji ha dosto aaj mai aapko oppo k1 k baare mai batane ja raha hu.
Aaj mai aapko oppo ke new smart phone ke baare mai btane jaa raha hu jiska naam oppo K1 hai. Jo ki aaj Flipkart pe launch kiya jayega, oppo K1 ki flash sale filpkart pe aaj 12 bje se shuru ho jayegi. Oppo ne iss baar kuch alag kiya hai baki ki kuch smartphones ke mukable mai.
Oppo K1 ki kimat ? | Oppo K1 ki full specifications in Hindi
Oppo K1 ek budget range phone ho sakta hai jismai apko in display fingerprint sensor milega. Oppo K1 ki price Chinese pricing ke According rakhi gayi hai. Or yeh abhi sirf online hi purchase kiya ja sakta hai. Haala ki oppo aapne do new or smartphones pe kaam kar raha hai jo oppo R19 hai or OppoRX17 Pro hai. Haala ki ina dono phones ka abhi actual name confirm nahi hua hai.
Specifications of Oppo k1
Oppo K1 mai 6.4 inches ka full hd plus display diya hai gya or sath back mai 3d glass ka Design hai jo ko dekhne mai bhut impressive lagta hai. Oppo k1 phone ka resolution 1080x2340 pixels hai. Yeh android ke oreo 8.1 operating system pe work karta hai. Oppo k1 mai snapdragon ke 660 ke octa processor ka use kiya gya hai. Oppo k1 phone ki storage 64 GB hai or RAM 4 Gb hai. Jisko aap 256 GB tak expand kiya ja sakta hai SD card ke dwara.
Is phone mai 3600 MAh ki battery di gayi hai. Agar baat phone ke camera ki kare to is phone ke back mai 13+2 MP ke do rear camera diye gye hai. Or front mai 25 MP ka selife camera diya gya hai jo ki bhut achi baat hai.
Price of Oppo k1
Oppo k1 China mai to launch ho chuka hai or chain mai iski price CNY 1,599 hai. Indian currency mai iska price near about 16,900 iske 4 GB variant ke liye hai or 19,000 iske 6 gb variant ke liye hai.
Key specifications of Oppo k1
Display : 6.4 inches full hd plus
RAM : 6GB or 4 GB
Storage : 64 GB
Battery : 3400 mAh
Rear camera : 13+2 MP
Front camera : 25 MP
Processor : snapdragon 660 octa-core
Operating system : android oreo 8.0
Expandable storage : upto 256 GB
To yeh thi kuch aaj ki updates oppo k1 ke baare mai. Mai asha krta hu ki aapko yeh jaankari pasnd aayi hogi. Aise hi technology related updates paane ke liye Asianhindi.com ko follow kare or sath Facebook page bhi like kre. Thanks you
No comments:
Post a Comment