Section 377 kya hai ? | What is section 377 Pura jankari in Hindi
Hello dosto ek Baar phir se aapka swagat hai Asianhindi.com pe. Mai aasha krta hu aap sab accha hi honge. Aaj mai aapko IPC ki dhaara 377 ke baare mai btaane ja raha hu.Aaj kal hum sab ne news par section 377 ke baare mai bhut suna hoga to aaj mai aapko isi section 377 ke baare mai jankari denge. Akhir yeh section 377 hai kya or kya hai iska matlb. To aapko baata de ki yeh section gay sex se related hai. Section 377 ke under agar koi unnatural offence or voluntarily gay sex krta hai to 10 saal tak ki jail ho sakti hai under 1861 ke Indian law ke hisaab se.
Haal ki verdict history ke anusaar supreme court ne yeh kaha hai ki section 377 ke hisaab se gay sex jo hai vo private mai allowed kiya jayega. Agar baat India law yani ki section 377 ke hisab se baat kare to high court ne yeh jaari kiya hai ki gay sex koi crime nahi or yeh bhi kaha hai ki yeh ek natural feeling hai jispar unka koi control nahi hai.
Yeh colonial-law first time NGO Naz foundation and AIDS bedbhav vidroh andolan ne dehli ke high court mai 2001 mai challenge kiya gaya tha. Hala ki court ne dono ke cases ko accept karne se inkaar kar diya tha. July 2009 mai dehli high court ne decriminalised kar diya or yeh kaha ki agar same gender mai sex relation hota hi to Indian law ke articles 14,15 or 21 ke tehat aata hai.
2016 mai five petitions filled kiye gaye jo unko rights to sexuality, sexual autonomy, choice of sexual partner, life, privacy, dignity and equality ke adhikar dete hai jo ki violation ke rule section 377 ke third part mai darj hai. August 2017 mai supreme court mai ne fundamental constitution ke tehat yeh kaha ki
Sexual orientation ek public attribute hai.
6 September 2018 mai appex court ne yeh announced kiya ki gay sex ko crime nahi hai or indian law of constitution ke 14 or 21 article mai bhi yeh proof kiya gaya hai jo ki section 377 ke hi under aata hai or yeh bhi kaha gya ki section agar koi sextual relation ke liye force karta hai to usko jail ki saja ho sakti hai.
To yeh thi kuch aj ki updates section 377 ke baare mai. Mai asha karta hu aapko yeh jaankari achi lgai hogi Aise hi latest technology or film jagat ki chatpati kabhro ke liye Asianhindi.com follow kare or sath Facebook page bhi like kre. Thanks you
No comments:
Post a Comment