Xiaomi ke baare mai to aapko pata hi hoga aap sab mai se bhut se to xiaomi yaani ki redmi ke phone ko use karte hi honge to aapko to pta hi hoga ki Xiaomi ke phone ko aaj ki date mai bhut hi acha option mana budget range phones ke mamle mai
Aapko to pata hi hoga kuch time pehele Xiaomi ne apna ek gaming smartphone launch karne ki bat kar raha tha or filhal yeh updates samne nikal ke a rahi hai ki Xiaomi Black shark hello gaming smartphone jald hi launch kiya jayega china mai. Yeh black shark hello gaming smartphone iske purane variant ka successor mana jata yeh phone april ke month mai launch hoga.
Hala ki Xiaomi ne yeh baat reveal kar di thi ki is phone ka ek or new variant launch hoga jiska naam Xiaomi black shark 2 hoga hala ki iss smartphone ke launch mai thodi delay ho gaya but aakhir kar yeh phone china mai launch ho gaya hai.
Agar baat black shark hello ki kare to processor or baki almost saari cheeze same hai as compared to Xiaomi Black shark. Is phone ko Xiaomi ke black shark 2 ka bhi naam diya gaya hai kyuki yeh phone xiaomi ke purane phone black shark ka successor hai. Xiaomi black shark abb confirm ho chuka hai ki yeh India mai bhi aayega or iski saari settings ho chuki hai India mai launch karne ke liye.
Agar hardware ke hisaab se dekhte too jada difference nahi hai black shark hello mai. Hala ki Black shark 2 ko offically april ke month mai lauch kiya jayega. Or yeh bhi pata chalega ki akhir Xiaomi ne aapne is game phone mai kya-kya features add kiye hai.
To yeh thi aaj ki updates Xiaomi ke black shark ko lekar. Mai asha karta hu aako yeh jankari pasand ayi hogi.

Aise hi tech news hindi or technology,entertainment, sports related chatpati khabro ke liye AsianHindi ko follow kare or sath Facebook page bhi like kre. Thanks for read
No comments:
Post a Comment