Janiye Olympic me khele jane wale game ke bare me - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Saturday, July 20, 2019

Janiye Olympic me khele jane wale game ke bare me

Janiye Olympic me khele jane wale game ke bare me | Know about the game played at the Olympics in Hindi

Dosto ,Har teen se char salo me ek bar olympic game hota hai.esme ham sabhi jante hai ki esme sabhi desho ke player participate karta hai.olympic ke game me player ko jitna bahut muskil hota hai.kyuki usme apne desh walo se alag kisi aur desh ke player ke sath comptition karna parta hai.aur ye competition esliye hamare liye ya un dusre desh wale player ke liye high ho jata hai kyuki unhone ya hmne un logo ke kabhi khelne ka tarika ko nahi deka hai.hmne kabhi unka stratogy ko nahi dekha hai.

Jisse ham jab bhi un player ke sath khelte hai to pata nahi chalta kiske sath kitna avtive hona hai kiske sath kya karna hai.





Waise Olympic me kayi prkar ke game khele jate hai.vha par game khelne ke liye aapko pahle apne desh ke us game me talented hona parega.
us game me sabse jyada best player aapko banna parega tabhi aap olympic me game play kar sakte hai
kyuki vaha apne diatric ya state ka nahi hamare desh ka name dav par rahta hai.

hamare desh ke kayi mahina ya purush es olypic game me khele hai.aur un logo ne apne desh ke liye goldgold,silver aur bronze jaise medalo ko barsat karavayi hai.agar aap bhi kisi ek field ke game me olympic khelna chahate hai tab aapko pahle district khelna hoga vha jitne ke bad aappko state khelna hoga.
uske bad jab aap jitoge to fir aapko national level par us game me aapkp participate karna hoga.

Aur national level me hamare desh ke har jagah se player ke takar aapko milenge.
national level aapko bahut muskil lagega aur national level me jab aap us game me best ho jaogr tab aapka name olympic gamo kr liye reccomnded hoga.
filhal hmlog ye jante hai ki kon-kon se game olympic me khele jate hai.

Olympic me khele jane wala game-

*Wrestling(Kusti)
Dosto,kusti ka name to aapne kabhi na kabhi suna hi hoga kyuki hamare desh me kayi pidhiyo se chalti ye manorajan game chalti aa rhi hai.ye ab jyada tar punjab aur Up me khele jate hai.esme aapko aapka takat aur activness ka pata chalta hai.jab tak aapke pas aapke opponent se jyada takat aur activ nahi hoga tab tak aap ye game nahi jit sakte ho.olympic me ye game bahut shan se dali gayi thi.hamare desh ke kyi veer ne olympic kusti me gold laye hai.

* Archery, Athletics,
*Badminton, Baseball,
*Basketball, Valbalal,
*Canoe / Kayak, Game Climbing, *Cycling, Diving, Equestrian,
*Fencing, Soccer,
*Golf, Workout,
*Handball, Field Hockey,
*Jude, Karate, Modern Pantath Lane, *Rhythmic Gymnastics,
*Rowing, rugby seven,
*sailing, shooting,
*skateboarding, Softball,
*surfing, swimming,
*Synchronized swimming,
*table tennis, taekwondo,
*tennis, trampoline,
*triathlon, wa Trpolo,
*weightlifting, wrestling, boxing.

Dosto maine ye sab game ka explanation esliye nahi kiya hu kyu ki agar ye sabhi game ka explanation bahut lamba ho jata aur aapko padhnr me intrest nahi lagta aur ha ye sab summer olympic ke game hai sirf winter ka game alag ho te hai.

In conclusion

To ab mujhe yakin ho gaya hai ki aapko olympic me jitnr khel hotr hai ve sabhi ke bare me aapko pata chal gaya hoga.agar aapko ye article achha laga ho to apne dosto aur ristedaro ke sath share karna na bhule!

Aise hi Gyan badhe bate,Sports,movie related aur Duniya bhar ki khabar pane ke liye AsianHindi.com facebook page like aur follow krna na bhule. Agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto ke sath share zroor kare. Post read karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

No comments:

Post a Comment