Samsung Galaxy J4 Core Specifications
Namaskar 🙏 Dosto, aapko swagat he AsianHindi.com site par. Is post me bat karne Wale he Samsung Galaxy J4 core ke bare me.
South Korea ki Samsung company ne is November ko hi Samsung Galaxy J4 core Launch Kiya he. Halaki Samsung Galaxy J4 core ke pehele J2 core launch Kiya tha or uska hi yeh editing version he. Toh Dosto aaiye jante he Samsung Galaxy J4 core phone ka specifications. Ke bare me.
Samsung Galaxy J4 core specifications
Dual Sim (Nano ) wala Samsung Galaxy J4 Core Android 8.1 Oreo (Go edition) par chalta he. is phone 6 inch HD+ (720x1480 Pixel) TFT LCD Display he. speed or multitouching ke liye 1.4 Ghz Cuad-core processor ke sath 1GB ram de gayi he. storage ke bat kare toh isme 16GB ki Internal storage milega, micro sd card ki madad se storage 512GB tak badhana payenge.
Camera ke bat kare toh Samsung Galaxy J4 core me LED flash ke sath aperture f/2.2 wala 8MP ka rear camera sensor milega.. LED Flash ke sath selfie aur video calling ke liye 5MP ka front camera rehega. aab bat kare Connectivity ki Samsung Galaxy J4 core me 4G volte ke sath, Bluetooth v4.2,wi-fi 802.11 b/g/n, GPS/A-GPS aur Micro USB milta he. or battery ke bare me bat kare toh 3.300 mAh ki battery he aur is phone ka lambai choray he 160.6x76. 1x7.9 mm he.
Key Spaces
Display : 6.00-inch
Processor : 1.4GHz quad-core
Front Camera : 5-megapixel
Resolution : 720x1480 pixels
RAM : 1GB
OS : Android 8.1 Oreo (Go edition)
Storage : 16GB
Rear Camera : 8-megapixel
Battery Capacity : 3300mAh
Dosto aise hi latest gadgets or duniya ke hal chal janne ke liye hamare sath jodhe rahe, or yeh post ko jarur share kare. Thank You 😍
No comments:
Post a Comment