Bogibeel Bridge full details in Hindi | Bogibeel bridge par pehla kadam ! - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Tuesday, December 25, 2018

Bogibeel Bridge full details in Hindi | Bogibeel bridge par pehla kadam !



Bogibeel banega india ka rakshak,Bogibeel bridge ka utghatan our uspar pehla safar bharat ka sabse pehla longest railway bridge ke bare mein jaane,

Hi dosto, sabse pehle apko asianhindi.com mein swagat hein,, aj hum is post mein baat karenge asia dusra our india ka pehla sabse longest railwey bridse jo ki assam ke brihat nadi brahmaputra mein banaya gaye hein,



JIs pul ka guru ne ki thi suruwaat,16 saal baad sishya ne de raha hein desh wasiyo ki janamdin ka uphaar, 21 april Saal 2002 mein Bharat ke purbo pradhan mantri Atal Bihary Bajpeyi ne Bogibeel bridge ke adharsila stapan kya tha,our puri 16 saal baad aaj is bridge ka utghatan, Atal Jayanti ke din  Bharat ke pradhan matri Narendra Modi ne kiya hein.

Bogibeel bridge assam our arunachal ko jurne mein bahut madat karenge, train se assam se arunachal tak lagvag 700km ki bachat hogi assam ke logo ki is bridge se, jaha par 24 ghanta lagta tha waha 5ghante se ho jayega, sabse acchi baat Bharat ke is Bogibeel se sabse jaada fayda sarhaat ke suraksha ko lekar hui hein,bharat ke purbuttar ki shena ki poucs ashaan hogi,chine seema tak sena ki pousane mein waqt bachegi,hawai jahaj,yudha biman bridge par lend kar sakegi,arunachal me Kibithu, Balang ourChagalgaam couki tak poucs ne mein asaan hogi,

Assam ke Dibhrugar our dhemaji zile ki bogibeel name ke jaga par ye bridge banayi gayi hein, 4.94 km ki lambhai ke  ye bridge bharat ke pehla lambha railwey bridge our asia ke 2nd list mein, electical nd singlling ke kaam abhi bhi baki hein ushe lekar antim lagat lagbag 49.96 billion rupees hogi,Steel our concrete se banayi gayi ye bridge,

Toh dosto aapko ye khush khabri accha hi laga hoga,dosto aapko yeise latest khabri janne ke liye dunia ki har updatets pane ke liye jure rahiye humare side ke saath, our apni dosto ke saath share bhi karna na bhule,


No comments:

Post a Comment