Top 5 Flagship Android Phones of 2018 in Hindi, Best 5 Smartphone 2018 in Hindi, 2018 ka top 5 Android Mobile phones
Hello Dosto,sabse pehle aapko swagat hai AsianHindi.com site par, toh dosto kaise ho asha karta hu accha honge, aapko bahut bahut Dhanyabad AsianHindi site par aane ke liye.
aaj ke is post par mene Countdown kiya hu best 5 Android smartphones ki jo ki 2018 me sabse aage rha, jise Top 5 Flagship android phones of 2018 ka list par aata hai. Dosto is post ko hamne Internet se bahut research krte ke bad Writing kr rha hu, toh is post ko aapko janne ko milega.
Top 5 Flagship Android Phones of 2018 in Hindi, Best 5 Smartphone 2018 in Hindi, 2018 ka top 5 Android Mobile phones.
Dosto Sabje pehle bat krta hu smartphones ke bare me thoda bate, India me smartphones selling market kaha jata hai, ya ni ki anya bahut sare desho me se Bharat ek aisa desh hai jaha par har din, har saal sabse jyda smartphone becha jata hai.or usme se hi yeh list kiya gaya hai jha pr Samsung, Apple, Oneplus, Google pixel,Huawei in pass company ka phone 2018 me Flagship phones ke list me aaya hai, dosto wese me toh india me sabhi company ka phones accha khasa sale hua hai, usme se yeh 5 companyio ka phones best 5 smartphones 2018 me sabhi logone pick kiya gaya hai. inme se bahut bhade badhe youtuber ne bhi top 5 flagship phones Hindi me video banaya hai.
toh dosto aaiye dekhte hai Top 5 flagship smartphones me kon knsi model aaya hai. or sath me top 5 flagship phones ka key specs bagera bhi jante hai, ya ni best 5 smartphones 2018 saal ke sabhi phone ka khasiyat or kimat ke bare me bhi.
Top 5 Flagship Phones of 2018 in Hindi
No 5 par hai Huawei Company
Model : OnePlus 6T
Oneplus 6T Mobile 2018 ke October mahino me launch hua tha, Oneplus 6T smartphone kafi logone kharida hai or sabhi logone accha Review diya hai. Dosto aapko me bata du ki Oneplus 6T phones ko Apple ke sath bhi compare kr rha tha logone, i mean mobile bahut hi accha performance diya hai. kimat ki bat kare toh 6T ka price hai 37,000 se lekr 41,000 INR me sale krta hai. price ka deference Phones ka alag alag color ke alag price rakha gaya.
Key Specs
Display : 6.41-inch
Processor : octa-core
Front Camera : 16-megapixel
Resolution : 1080x2340 pixels
RAM : 8GB
OS: Android 9.0
Storage: 128GB
Rear Camera : 16-megapixel + 20-megapixel
Battery Capacity : 3700mAh
No 4 par hai Google
Model : Pixel 3xl
Model : OnePlus 6T
Oneplus 6T Mobile 2018 ke October mahino me launch hua tha, Oneplus 6T smartphone kafi logone kharida hai or sabhi logone accha Review diya hai. Dosto aapko me bata du ki Oneplus 6T phones ko Apple ke sath bhi compare kr rha tha logone, i mean mobile bahut hi accha performance diya hai. kimat ki bat kare toh 6T ka price hai 37,000 se lekr 41,000 INR me sale krta hai. price ka deference Phones ka alag alag color ke alag price rakha gaya.
Key Specs
Display : 6.41-inch
Processor : octa-core
Front Camera : 16-megapixel
Resolution : 1080x2340 pixels
RAM : 8GB
OS: Android 9.0
Storage: 128GB
Rear Camera : 16-megapixel + 20-megapixel
Battery Capacity : 3700mAh
No 4 par hai Google
Model : Pixel 3xl
Pixel 3xl phone ya ni google pixel 3xl yeh phone bhi top 5 flagship phones ke list me ek hai or ise 4 no par countdown me rakha gaya hai, sabse pehele thoda phone ki company ke bare me jante hai, Google Pixel 3xl yeh Google ka khud ki phone hai ya ni google ne bhi smartphone banate hai, or dosto me pata du pixel ka phones bahut hi jyda premium hota hai, i mean uska parts bagera bhi acchi acchi de kr banay jata hai. aapko toh pata hi hai google kya chij hai, i mean aap keh sakte hai google ne hi Internet duniya ko chla rha hai. Pixel 3xl ki kimat ke bat kare toh is phone ka price hai 80,500 rupees se start hta hai, or 90,000 ke upr bhi becha jata hai. yeh bhi deference color ke deference kimat hai. google pixel 3xl bhi Oct 2018 me launch kiya hai.
Key Specs
Display: 6.30-inch
Processor: 2.5GHz octa-core
Front Camera: 8-megapixel + 8-megapixel
Resolution: 1440x2960 pixels
RAM : 4GB
OS : Android 9.0
Storage : 64GB
Rear Camera : 12.2-megapixel
Battery Capacity : 3430mAh
No 3 par hai apple company
Model : Apple iPhone XS max
Dosto sabse pehle aapko ek jankari deta hu ki, yeh he ki Apple ka Iphone XS max hi pehela mobile he Apple company ka jispar Dual Sim ka subhida diya gaya hai, ji han dosto apple brand ka pehela wala har phones me single sim option hai, Iphone XS max phone September 2018 ko launch hua tha, Dosto Iphone XS max ke bare me ek Viral Khbr bhi aaya tha Coins paisa se apple Phone kharida. is phone bhi market me bahut sale hua hai, aapko me bata du India me iphone xs max kharidne ke liye logone line par bhi khare rahe the. Iphone xs max ki kimat hai 103,500 Indian Rupees se starting hai or iska Varient or alag alag color ke 127,000 rupees tak price hai.
Key Specs
Display : 6.50-inch
Processor : hexa-core
Front Camera : 7-megapixel
Resolution : 1242x2688 pixels
OS : iOS 12
Storage : 64GB
Rear Camera : 12-megapixel + 12-megapixel
No 2 par hai Huawei company
Model : Huawei mate 20 pro
Huawei Compnay ka phones bhi logone kaf pasand krta hai, dosto is company bhi smartphones ke jagat me kuch accha kr rha he ya ni uska phones ko kafi accha se design or Software, hardware ka kam krta hai, Huawei mate 20 pro November 2018 ko release hua hai, is phone ka bhi rating star baht hi accha he i mean 10 me se 8 ya 9 ratting star he sabhi website me hi. bat kare price ki toh Huawei mate pro 69,990 rupees hai, is top 5 flagship smartphones list par sabhi phones me har tarh ka Sensor bagera diya. jaisa ki Face unlock, fingerprint, or bhi jitna jarurt he sensor hota hai.
Key Specs
Display : 6.39-inch
Processor : octa-core
Front Camera : 24-megapixel
Resolution : 1440x3120 pixels
RAM : 6GB
OS : Android 9.0
Storage : 128GB
Rear Camera :40-megapixel + 20-megapixel + 8-megapixel
Battery Capacity : 4200mAh
top 5 flagship phones ke list me se No 1 par Samsung Company
Model : Samsung Note 9
ji han Dosto Internet ke sare website ke report se yehi paya gaya he, best 5 phones 2018 ka Samsung note 9 hai, phones ke bare me bat kare toh is phone me aapko koyi bhi chij ka kami dekhne ko nehi milega, jaisa ki dusre flagship phone par Headphone ka jack nehi rehta hai, lekin Samsung note 9 par diya gaya hai. is phone me aapko har tarh ka sensor bhi milega. or iska Ratting star bhi bahut hu accha hai, kher ratting star accha nehi hota toh thodi na no 1 par aaya hai. matlab samsung note 9 phones best he top 5 flagship phones ke list me se, Note 9 August 2018 me launch hua tha, note 9 ka price he 59,990 rupees se suruwat he, alag alag coloror variant ke alag alag kimat se kharidna padta hai, 59,990 rupees se starting krke 84,990 rupees tak kimat hai, Galaxy note 9 ka.
Key Specs
Display : 6.40-inch
Processor : 1.7GHz octa-core
Front Camera : 8-megapixel
Resolution : 1440x2960 pixels
RAM : 6GB
OS : Android 8.1
Storage : 128GB
Rear Camera : 12-megapixel
Battery Capacity : 4000mAh
Is post Article par jitna bhi Smartphones ka pic he Credit Gadgets360
Toh Dosto asha krta hu aapko is Top 5 flagship phones ka countdown post accha laga hoga, aap niche comment krke jarur bataiye aapka sabse jyda pasand konsa mobile phone hai, or is post ko share kr dijiye taki aapne dosto ko bhi pata chale 2018 me Top 5 Flagship Phones, kn knsi rha. Dhanyabad
No comments:
Post a Comment