Moto G7 Power 5000 mAh ki ho sakta hai, Janiye pura Specs Motorola G7 Power January में होगा लॉन्च - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Wednesday, December 26, 2018

Moto G7 Power 5000 mAh ki ho sakta hai, Janiye pura Specs Motorola G7 Power January में होगा लॉन्च


Moto G7 Power 5000 mAh ki ho sakta hai, Janiye pura Specs Motorola G7 Power January में होगा लॉन्च

Namaste dosto,sabse pehle aap sabko swagat kartahu asianhindi.com me, aaj is post hum baat karenge Motorola G7 ki jo ki kuch dino mein market mein launce hone wale hein.

Company Motorola series ki 4mobile Moto G7, Moto G7 Play,Moto G7 Powar  aur  Moto G7 Plus kuch hi dino mein market launce karne jaa rahi hein,kuch din pehle en 4 mobile ki photo internet par leak hui thi, jispar smartphone ki look aur model ki jaankari prapt hui thi, wahi aaj Moto G7 Powar ko chine ke bechmarking side par bhi list kar diye gaye,

image credit by gsmarena
Moto G7 Powar ko benchmarking side Geekbanch par list kiya gaya hai,Geekbanch ki is listing se pata chala ki MotoG7 Powar ko compeny dwara letest android version 9.0 pai par pes kiya jayega,jiske saath ye phone octa -core-processer & kowakom snapdragon 625 shipset par run karega,Geekbench ki listing mein is phone ko 4GB ram memory se less bataya gaya hai,

Geekbench par Moto G7 powar ko single-core mein  jaha 1286 score prapt huwa hai wahi malti-core me is phone ko 5443 score diya gaya hein,Moto G7 Powar ki dusre specifications ki baat kare to pehlr samne ay licsh ke anusaar is phone ki 32GB tatha 64GB ke 2 storage variants mein launce kiya jayega, wahi Photograpy ke liye Moto G7 Powar mein 12 meghapixel ka rear tatha 8-meghapixel ka selfie cemera dekhne ko milega,
Moto G7 Powar se jure Leaked mein kaha gaya hai ki Motorola apna is phone ko naam ke anuroop hi 5000 mAh ki bari bhi domdaar bettary par launse karegi,wahi is phone mein 6.22 inc ki bari display di ja sakti hai,aapko bata de ki kuch hapte pehle america ki webside FCC par XT1955-4 madel number ke sath list kya gaya tha.

toh dosto aise hi latest and trend update pane ke liye AsianHindi.com site ko follow krna na bhule, Dhanyabad

No comments:

Post a Comment