Email Id hack kaise hoti hai, Email Id hack hone se kaise roke - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Saturday, January 19, 2019

Email Id hack kaise hoti hai, Email Id hack hone se kaise roke



Email Id hack kaise hoti hai, Email Id hack hone se kaise roke

hi Dosto aaj hum baat krne waale hai Email Id hack kaise hoti hai, Email Id hack hone se kaise roke.
Hum Sab email id ke baare mein to Jante Hai Hai jaise ki aapko Pata Hai email id banane par Hame password ki jarurat padti hai woh password Hame kisi ko nahi btana hai, Kyunki Agar Hum Yeh password Kisi Ko batayenge to hamare data Chori hone Ka Dar Hai ka ya phir Kuch Aisa illegal Kaam Ho Jayega Jiski wajah se Hame bahut sara nuksaan ho sakta hai.



Haal hi Mein Itni security hone ke baad bhi 773 Million email id hack Hui Hai, to is hacking Se Kaise bache apni personal email id ko hack hone se Kaise roka Jaye Yeh Sawaal Paida Hota Hai. 773 Million email ID kaise hack Hui? Kisne hack ki ? aur kyu hack ki? yeh sab ki jankari Nahi Mili Hai Magar Itna zaroor pakka Hai email id hack karne wale ka sirf ek hi motive tha ki logo ki personal information ko Chori karna.

Email Id Hacking Kyu Hoti hai

Email id hack hone ka sirf ek Karan hai woh Yeh hai ki Hamari personal detail ko Chori karna Hamari personal detail ko hacker Chori Karke Doosre logo ko bhej deta hai Jiske Badle usko kaafi Sare paise milte hai yeh kaam illegal Hai Magar Paise Ke Liye hackers kuch bhi kar sakte hain Magar Sare hacker Ek Jaise nahi hote, Kuch bure hackers Hote Hai Jo Yeh kaam karte hain. 




Hacking se kaise bache
Hacking se bachne ke liye aap ko sabse Pehle Zaroorat Hai ek strong password ki Jab bhi aap email id Banaye ya Phir purani wali email ID ka password change Kare to apne password ko strong Rakhe Apne naam ke sath 12345 "Name12345" Aise s a password na Rakhe.

Hacking Se bachne Ke Liye apni email ID ka password ke baare mein information kisi ko bhi share Na Kare Chahe wo aapke ghar ka koi member hi kyu Na Ho. Apni email id ko hacking se bachane ke liye Hamesha special characters ka istemal zaroor Kare password set karte waqt.



Asha karte hain aap Jaan Gaye Honge  ke Email Id hack kaise hoti hai Email Id hack hone se kaise roke.

Aise hi latest updates paane ke liye Asianhindi.com ko follow karna na Bhule, dher sari Jankari pane ke liye Jude rahiye Hamare Saath, Milte Hain agli post mein.


No comments:

Post a Comment