Realme C1 (2019) Specifications, Janiye sale aur kimat - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Wednesday, January 30, 2019

Realme C1 (2019) Specifications, Janiye sale aur kimat



Realme C1 (2019) Specifications, Janiye sale aur kimat !

Hi, Smartphone market me aj realme ka bahut hi accha khasa fam ban gaye hai, Logon ko ye brand kaafi zada pasand aa raha hai aur aaye bhi kyu nahi Realme jo naam hai.

Realme Brand ka ek aise smartphone jiska model Realme C1 (2019) jo haal hi me bataya gaya hai Flipkart par 5 Feb tariik ko Sale hone ke liye available hone waala hai jiska kimat 7499/- INR hai. Aaj is post me hum aapko hindi me jankari denge Realme C1 (2019) ke baare me. Realme C1 (2019) ke full specifications ke baare me jaanenge.


Realme C1 (2019) khasiyat aur kimat
Buy from flipkart
Realme C1 Display & Colour  Option
Yaha aapko 6.2 inches ka IPS LCD capacitive, 16M colours waala display mil jaata hai jo ke Gorilla Glass Protection 3 ke sath aata hai. Ye Black & Blue in 2 Colour Option me available hai.

Realme C1 Camera performance
Reame C1 me apko back side me 13MP+2MP ke 2 camera mil jate hai jo ke flash light ke sath aate hai. Front Facing camera me apko 5MP ka HDR camera mil jata hai with LED flash light ke sath.

Main Camera ke Resolution ki baat kare to Realme C1 ki video resolution 1080p@30fps hai aur front camera ka resolution 720×1520 pixels hai.




Realme C1 RAM & ROM 
Realme C1 me apko 2GB/3GB RAM mil jaati hai usi ke sath sath 32GB ki Internal storage mil jaati hai jisko aap memory card ke zariye 256GB tak expand kar sakte hai.

Realme C1 Performance
Iske performance ki baat kare to yaha apko Qualcomm SDM450 Snapdragon 450 ka processor milta hai.  CPU ki baat kare to yahan Octa-Core 1.8GHz Cortex-A52 hai. Realme C1me OSka Android Oero (8.1);ColorOS 5.2 Shamil hai. 

Yeh bhi padhe -




Realme C1 Battery Life
Realme C1 ke battery Life aur Charging performance ki baat ki jaaye to Non-Removable Li-lon 4230 mAh ki battery milti jaati hai jo ke acha khasa backup deti hai. 

Key Specs
  • Display - 6.2inch
  • Front Camera - 5MP
  • Back Camera - 13MP+2MP
  • Ram - 2GB/3GB
  • Internal - 32GB
  • Processor - Snapdragon 450
  • Battery Life - 4230 mAh
  • Launch Date - 5 Feb 2019
  • Price - 7499 INR

To dosto ye thi Realme C1 ke bare me jaankari. Apka kya khayal hai is mobile me baare m comment krke zaroor bataaye.

Asha krte hai aap Realme C1 ke full specifictions ke bare me jaan gaye honge.

Aise hi latest tech updates pane ke liye Asiamhindi.com ko follow krna na bhule. Humare Facebook page ko like zaroor kare.


No comments:

Post a Comment