Samsung Galaxy On Max ke Full speficications janiye Hindi me.
Hi dosto apka Asianhindi.com pe Swagat hai, Aaj hum baat krne waale hai Samsung Galaxy On Max ke full specifications, Launch Date Aur Price ke baare me Hindi me !
Samsung Galaxy On Max |
Samsung Galaxy On Max Full Specifications.
Display & colour options
Display ki baat ki jaaye to yahan aapko Yahan 5.7 inch ki Full HD display Mil jaati hai. Samsung Galaxy On Max Black aur Gold in 2 colours options me available hai.
Camera Performance
Samsung Galaxy on max me apko Front me 13MP ka camera mil jaata hai with LED flash aur Back side me bhi apko same 13MP camera mil jaata hai with LED flash. Camera ki resolution ki baat kare to Full HD resolution apko samsung Galaxy on max me dekhne ko milegi.
RAM & ROM
Isme apko 4GB ki RAM mil jaati hai aur 32GB ki internal storage mil jaati hai. Apko ek memory card slot bh mil jaata hai jiske zariye aap apni internal storage ko 256GB tak expand kar paayenge.
Performance
Performance ki baat ki jaaye to Samsung Galaxy On Max me MediaTek MTK6757/WL 2.39GHz, 1.69GHz, Octa-Core ka processor dekhne ko mil jata hai. Android Nougat 7 ka isme operating system diya gaya hai.
Features
Samsung Galaxy On Max me apko Payment ke liye bhi option mil jata hai jaise samsung J7 me hai isme bhi wo same follow kiya gaya hai. Security barkaraar rakhne ke liye apko camera ke front screen pe fingerprint sensor bhi mil jaata hai.
Battery Life
Samsung Galaxy On max ke battery life ki bat ki jaaye to isme apko 3300 mAh ki battery life/ capacity mil jaati hai.
Key Specs
- Display - 5.7 inch
- Front Camera - 13 MP
- Back Camera - 13MP
- Ram - 4 GB
- Internal - 32 GB
- Processor - MediaTek MTK6757/WL 2.39GHz, 1.69GHz, Octa-Core
- Battery Life - 3300 mAh
- Launch Date -10 July 2017
- Price - 11,990 INR
To dosto the hai samsung Galaxy on max ke full specifications aur jankari hindi me.
Asha karte hai aap ache se jaan gye honge samsung galaxy on max ke baare me. Apka kya khayal hai iske price aur specifications ko lekr comment me zaroor bataaye.
Aise hi latest Updates paane ke liye Asianhindi.com ko follow krna na bhule aur humare Facebook page ko like zaroor kare.
No comments:
Post a Comment