Infinix Hot 7 pro ki first sale ? | 10,000 Rs ke andar 6GB RAM phone : Infinix Hot 7 Pro Kimat specs aur first sale ?
Infinix smartphone company jo ki budget price mein kafi accha phone bana rha hai aur audience bhi satisfied hai infinix brand ka phone istemal karke. Infinix ka pehle models infinix hot s 3x notch wale jo ki market mein dhum macha chuka tha, infinix ka upcoming phone Infinx hot 7 pro ki first sale 17 june 2019 ko honewala hai Flipkart par available hoga. aaiye jante hai infinix hot 7 pro ka kimat aur mobile ke specs
Highlight of Infinix Hot 7 pro
Display : 6.19 inch HD+ Display (Medium notch)
RAM and ROM : 6GB,64GB
Camera : Primary 13MP + 2MP. front 13MP + 2MP
OS : Android pie 9.0
Battery : 4000 mAh
Infinix Hot 7 Pro Full specifications

Display Quality of infinix Hot 7 pro
Infinix hot 7 pro mobile me 6.19 inches ki display dekhne ko mil jaati hai jo ke IPS LCD display hai. Iska screen resolution 720 x 1500 pixels hai aur screen density 269 ppi hai, Infinix hot 7 pro ka weight 159 grams ka hai aur ye Midnight Black, Aqua Blue colour me available hai.
Camera Quality of Infinix Hot 7 Pro
Infinix Hot 7 Pro ka main camera 13MP + 2MP ka Dual Primary camera with LED flash ke sath aata hai. Aur Front camera 13MP + 2MP ka hai with LED flash. Back yane main camera me Continuous Shooting, High Dynamic Range mode (HDR) Shooting modes availabe hai.
Performance and storage of Infinix Hot 7 Pro
Infinix Hot 7 Pro me MediaTek Helio P22 chipset aur Octa core, 2 GHz,Cortex A53 Processor shamil hai. is mobile me 64GB ki internal strorage hai jisko 256GB tak expand kar sakte hai. Aur RAM ki baat ki jaaye to isme hume 6GB RAM dekhne ko mil jaati hai. Ye mobile OTG MicroUSB support karta hai.
Battery Life of Infinix Hot 7 Pro
Hot 7 pro ki battery capacity 4000 mAh ki hai jo ke Non-Removable hai aur
Li-ion type battery hai
Li-ion type battery hai
Price of Infinix Hot 7 Pro
Hot 7 pro 17 june ko launch hoga aur iska kimat 9,999 rupees rahega jo ki flipkart par available hoga.
Toh yeh tha Infinix Hot 7 pro ka first sale ka jankari aur hot 7 pro ka full specifications,price
Aise hi Tech news aur gadgets related notifications ko paane ke liye asianhindi.com ko follow krna na bhule aur hunaare FB page ko bhi like zaroor kare.
Apke man me koi sawal ho to usko comment me zaroor likhe. Post read krne ke kiye bahut bahut dhanyawad.
No comments:
Post a Comment