Hi doston Xiaomi Redmi Y3 launch ho chuka hai to aayiye jaante hai Xiaomi Redmi Y3 ke Full specifications ke sath Xiaomi Redmi Y3 ke key specificatoins. Agar aap bhi Xiaomi yaane Redmi Lover hai to Ye post apke liye kaafi zada helpful hai kyunki Xiaomi ne 24 April 2019 ko hi apna new Model Redmi Y3 ke naam se launch kiyaa hai.
Bataya jaa rhaa hai ke isme camera quality, Display Quality aur performance bahut hi zada achha hai to chaliye jaante hai details me.
Display Quality of Redmi Y3
Display Quality of Redmi Y3
Xiaomi Redmi Y3 mobile me 6.26 inches ki display dekhne ko mil jaati hai jo ke IPS LCD display hai. Iska screen resolution 720x1520 pixels hai aur screen density 269 ppi. Redmi Y3 ka weight 180 grams ka hai aur ye Elegant Blue, Bold Red aur Prime Black colour me available hai.
Camera Quality of Redmi Y3
Redmi Y3 ka main camera 12 MP + 2 MP ka Dual Primary camera with LED flash ke sath aata hai. Aur Front camera 32MP ka hai with LED flash. Back yane main camera me Continuos Shooting, High Dynamic Range mode (HDR) Shooting modes availabe hai.
Redmi Y3 ka main camera 12 MP + 2 MP ka Dual Primary camera with LED flash ke sath aata hai. Aur Front camera 32MP ka hai with LED flash. Back yane main camera me Continuos Shooting, High Dynamic Range mode (HDR) Shooting modes availabe hai.
Performance of Redmi Y3
Redmi Y3 me Qualcomm Snapdragon 632 ki chipset aur Processor Octa core (1.8 GHz, Quad core, Kryo 250 + 1.8 GHz, Quad core, Kryo 250) shamil hai.
Storage Capacity of Redmi Y3
Oppo Reno is mobile me 2 varients available hai. 32/64 GB ki internal strorage hai jisko 256 GB tak expand jiyaa jaa sakta hai. Aur RAM ki baat ki jaaye to isme hume 3/4GB RAM dekhne ko mil jaati hai. Ye mobile USB OTG support karta hai
Battery Life of Redmi Y3
Xiaomi Redmi Y3 ki battery capacity 4000 mAh ki hai. Iski Battery ka Type Li-polymer hai aur ye ke non removable battery hai.
Buy link
Buy link
To doston ye the Xiaomi Redmi Y3 se jude important features & key specifications. Aasha krti hun apko aaj ki post zaroor pasand aayi hogi.
Aise hi Tech news aur gadgets related notifications ko paane ke liye asianhindi.com ko follow krna na bhule aur humaare FB page ko bhi like zaroor kare.
Apke man me koi sawal ho to usko comment me zaroor likhe. Post read krne ke kiye bahut bahut dhanyawad.
No comments:
Post a Comment