UPSC ke liye kon sa compulsory papers ko importance de ? - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Tuesday, July 30, 2019

UPSC ke liye kon sa compulsory papers ko importance de ?

Aaj har ek student ek na ek bar UPSC ke examke liye zroor socha hoga.Har koe chahta hai ki vo UPSC ka exam nikal le.Aur uske hisab se mehnat bhi karta hai.Lekin bahut se log pahle hi confuse huye rahte hai ki kon sa subject ko padhe.Kis papers par jyada dhyan de ki exam nikalane me easy ho.Luck by chance bahut logo ka UPSC me papers nikal bhi jata hai.

Lekin jo log eska taiyari kar rahe hai.Unhe kuch samjh me hi nahi aata ki papers kon sa choose kare.aur esi ke bare me sochte sochte pura time nikal dete hai aur result aaya ki Better Luck Next Time.

Toh aaj hum esi topic ke upar bat karnege ki UPSC exam ki taiyari ke  liye kon sa papers ko choode kare.Kaise kam dino me jyada exam ka preparation karna jane.Sabse pahle UPSC exam ke strategy ko janiye.Aisa kyu hota hai ki UPSC ke exam hamare bihar aur UP wale jyada nikalte hai.Kyuki vo bina frestretion liye padhte hai.Ve log kabhi stress nahi lete hai.



Lekin eska matlab ye nahi ki woh padhne me dhyan nahi dete hai.Ve usi papers par jyada dhyan dete hai jo jyada importance hota hai us exam ke liye.Hamare UP aur bihar me ek kahabat bhi hai Ki Bihar wale logo ka jab dil tutata hai to ve UPSC nikal lete hai.Par mera mane to UPSC ka exam har koe nikal sakta hai Lekin Hard work ke jagah smart work karne ki zroorat hai. To chaliye jante hai.



UPSC ki taiyari kaise kare:-


*Optional subject par dhyan de
--Optional subject ke chayan ko lekar gambhir rahe.Aaplog ye dhyan rakhe ki general syllables ke tulna me optional subject ki taiyari par jyada dhyan de.Optional subject papart ek tarah se aapki visheshta ko darshata hai.Esliye kisi bhi topic ke gaharayi me jane se pahle ye janch se le ki uska chourayi aur renge sahi hona chahaiye.


*Writing ki practise kare
--Mukhy exam me answer aapko likhkar dene hote hai.Kisi answer ko janna aur use likhna me bahut jyada fark hota hai.Esliye paper par answer express ka likhne ka niymit samay ka pura dhyan rahe.Mukhyatah ye hota hai ki bahut se log pahle question me hi lage tahte hai jabtak ki vo bane nahi.Lekin aapko aisa nahi karna hai.



*Khud ko test karne ke sath sath sant rahne ka kosis kare.
--Es exam me saflta prapt karne ke liye aapko sabse pahle niymit roop se mok test par focu karna chahiye.Esse aapka exam preparation ka analytics madad milega jisse aap aa rhe exam me parishniyo ka samna kar sakenge.Sorgul mahoul se achha aap sant jagah me jakar apna padhae kare.Hmesha apne mind ko focus rakhne ka kosis karte rahe.Kabhi bhi logo kr bich me na padha kare.aur kabhi kabhi grouo discussion bhi kare.Ye bahut jyada zroori hai.UPSC nikalne ke liye.

To ab aap samjh hi gaye honge ki aapko UPSC examination ki taiyari kis parkar karni hai jisse aap k dino me jyada padhae karke reveason kar sake.Aur agar aapko ye article achha laga ho to apne dosto ke sath share zaroor kare.Taki yeh article dekhkar voh log bhi exam preparation ka tarika sikh jaye.

Aise hi latest update, Gyan badhe bate,Sports,movie related aur Duniya bhar ki khabar pane ke liye AsianHindi.com facebook page like aur follow krna na bhule. Post read karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

No comments:

Post a Comment