Hamare bharat desh ke bare me kuch rochak bate ! - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Friday, July 19, 2019

Hamare bharat desh ke bare me kuch rochak bate !

Hamare bharat desh ke bare me kuch rochak bate, 10 facts about India in Hindi

Hamare desh me mukhya bhasha hindi hai aisa esliye kyuki hamare purvaj ke jamane me Sanskrit boli jati thi aur jab sanskrit ko sabse pahle kisi bhasa me translate kiya gaya tha to vo hai Hindi.Aur hamare desh me Hindi bolne wale ki jan shankhya annya bhasha bolne wale se kayi jyada guna hai.

Halanki hamare desh ke south me log Hindi kam jante hai Isliye vo English bhasha ka prayog kiya karte hai. aaj hm janenge Bharat desh ke bare me 10 rochak bate Jinhe padhkar aapko kafi achha lagega aur aapko apne desh par aur jyada proud mahsoos hoga!


Bharat ke kuch rochak bate:-

Jaisa ki ham sabhi jante hai hamara desh bahut hi lajawab desho me se ek hai.yaha par log khusi rahte hai.khusi se apna jivan bitate hai.yaha par sabhi reliigian ke log raha karte hai.yahha par ye nahi ki kie yaha nahi aa skata koe vaha ka aadmi es desh me nahi aa sakta hai.aisa kuch nahi hai.hamare desh me sabhi logo ko jo bahar se aate hai unhe bhagvan ki tarah puja jata hai.hamare yaha kayi tarah se culture hai.jo ki alag alag tarah se manaye jate hai.

hamare desh me reh rahe logo ko hamare desh ke bare me bahut bato ka bare me pata nahi hota hai woh sochte hai ki ham apne Desh Bharat ke bare me sabhi kuch jante hai.Par bahut se aise bate hai hamare desh ke jinke bare me aap sayad nahi jante honge.

10 amazing facts about india in hindi

1.Bhaarat ne apane 10 hajaar saal ke itihaas mein kisee desh par pahale hamala nahee kiya, jabaki yah hathiyaaron ka sabase bada aayaatak hai.

2. Bhaarat akela aisa desh hai jahaan kisee bhee cheej par usaka m.r.p likha hota hai.

3. Bhaarateey rel, karmachaariyon kee sankhya ke hisaab se sansaar kee sabase badee sanstha hai jisamen lagabhag 16 laakh se bhee adhik karmachaaree kaam karate hai, jo kaee deshon kee janasankhya se bhee jyaada hai.

4. ‘Shreekaant jichakaar’ bhaarat ke sabase padhe likhe vyakti hai. inake paas ias, ips, vakeel, doktar samet 20 digree thee, 25 saal kee umr mein ye ml bhee bane. 2004 mein inaka dehaant ho gaya.

5. Kamal ka phool bhaarat ke saath-saath viyatanaam ka bhee raashtreey phool hai.



6. Bhaarat mein lagane vaale kumbh ke mele mein 10 karod se adhik log aae the, jo ek jagah ekatrit huee aaj tak kee sabase adhik janasankhya hai. yah bheed itanee jyaada thee ki antariksh se bhee dikhaee de rahee thee.

7.Bhaarat ke keral raajy ke ‘kodinhi’ gaanv mein 2000 gharon mein 200 se jyaada judavaan bachche hai. kisee ko bhee isaka kaaran nahee pata.

8. Bharat mein 100 shaadiyon mein se sirph 1 ka hee talaak hota hai, jo duniya mein sabase kam hai.

9. Bharat mein har saal 14 November ko ‘children's day’ manaya jaata hai khaas baat yah hai ki ye Valentine's day ke theek 9 maheene baad aata hai.

10. Duniya ka sabase ooncha pul ‘thai baily bridgai’ bhaarat ke laddaakh mein sthit hai. ise 1982 mein dras aur suru nadee par bhaarateey sena dvaara banaaya gaya tha.

To dosto mujhe ummid hai ki aaj apko es article me aapko hamare desh bharat ke bare me kuch naya janne ko mila hoga. agar aapko ye article achha laga ho to apne dosto ke sath share kare. Aise hi Sports,movie related aur Duniya bhar ki khabar pane ke liye AsianHindi.com facebook page like aur follow krna na bhule. Agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto ke sath share zroor kare. Post read karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

No comments:

Post a Comment