Janiye kis sthano par ghumne jane me rok lagaya ja rha hai - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Monday, July 22, 2019

Janiye kis sthano par ghumne jane me rok lagaya ja rha hai

Pichle sal ester sunday ke din sva lakh se jyada pryatak venis pahunche the.Jabki venis ke sthaniyo logo ki jansankhiya hi sirf 54 thoushand hi thi.Etni sari shankhya me pryatak(ghumne wala) ke pahunchne ke karan sthaniye  behad preshani huyi thi.Yah to ek bangi hai.Duniya ke aise kayi desh hai jo pryatako ke aane se prshan ho gaye hai.

Sarkar pryatako ko apne desh me aane ke liye mana karne ke liye jyada tax laga rhe hai taki prytako se jyada tax vasula jaya jisse vha kam pryatak aa sake.



Badhte antrashtiye pryatako ke karan pichle varsh ke oxford dictionary shabd ke Overtourism shabd ka name diya gaya.United organisation of world tousrism organization ne apne hal ke report me bataya hai ki 2018 me lagbhag 140 crore antrashtiye yatraye kiye hai.

Jabki hmlogo ka anuman tha ki ye sankhya hamare 2020 tak pahuchega.Lekin report me pata chala ki ye sankhya 2018 me hi pahuch gaya hai.Travel agents association of india aur tourism advisers Rajji Roy batate hai ki Etli, France aur kayi desho ko tourism se bahut dikkat aane lagi hai.
Rajji roy batate hai ki Vennis me vaise to chhote boats chalte hai.Lekin jab se pryatak badhe vaha ki janshnkhya me kafi bdhatori huyi hai.jisse vha en chhoti boats chalana muskil ho gaya hai.

Vha ke log batate hai ki jab bhi pryatak vha jate hai to vha kafi jyada kachra ho jata hai.Jo ki unlog saf kiye bagair vaha se chale jate hai.Jisse Vha ke logo ko kafi pareshani jhelna parta hai.


National jiographic ne Kin desh ko pareshan bataya hai-

*Etli

Vennis me salana lagbhag 3 crore pryatak aa rhe hai.Dinbhar ke liye aane wale pryatako ke liye 3 Euro levi lagayi gayi hai.Yha bhi sthaniyo logo ko kiraya badhane ke chakte un logo ko ghar chhorna par rha hai.

*Iceland

Vha 2008 ke vitiye sankat ke bad Iceland tourism ke karan tezi se ubhra tha.,Lekin ab yah Overtourism se bahut pareshan hai.

*Spain

Barsilona me inspector AIRBNB aur dusri run home rental sevayo ki data janch kar rhe hai.Avaidh hotlo ko band kiya ja rha hai.Shahar me rukne wale pryatako par tax lagaya ja rha hai.

*Thailand

2000 me aayi lionardo dikaipriyo ki film The Beach me dikhaye jane ke bad yaha ka Maya Be beach kafi prashidh ho gaya hai.Es bar yah sthayu roop se band kar diya gaya hai.Ab yaha par pryatak kam kiye ja rhe hai.

Bhart me bhi ho rahe hai Samsya

*Nainital

Garmi me rojana atirikt 3-4 hazar caro se ghanto bhar jam lag ja rhe hai.2018 Me yaha Housful ke banner bhi lagaye gaye the.Ab prytako dwara hotel me kachra failane walo se goverment ne tax lagane ka ailan kar diya hai.


*Shimla

Yha oar garmiyo me restricted road kholne ke abd bhi yha kafi der tak prytako ke dwara jam lag jata hai.jisse sthaniye logo ko kafi musibat jhelne parta hai.Garmi ki season me yha pani ki samshya hk jati hai.Garmiyo me yaha ek din chhorkar pani diya jata hai.

*Utti

Gandgi rokne ke liye plastic par ban lagaya gaya hai.Kyuki yha jo bhi pryataka aate the unke dwara huye plastic ke upyog se yaha par bahut jyada kachra fail jata tha.Prytako ki gariyo se green ses ke roop me paisa liya jata hai.Pramukh sthano par swchta banaye rkhe jane ke liye board laaye gaye hai.

To en jagho par jald hi pryatko ko jane ke liye ho sakta hai mana kar diya jayega.Kyuki en jagho par pryatako ke jane se kafi kachra fail jata hai.Mujhe ummid hai ab aap jan gaye honge kis sthano par jane ke liye pryatako ko mana kara ja rha hai.

Aise hi Gyan badhe bate,Sports,movie related aur Duniya bhar ki khabar pane ke liye AsianHindi.com facebook page like aur follow krna na bhule. Agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto ke sath share zroor kare. Post read karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

No comments:

Post a Comment