Film Andhadhun ko mila Rakshtiye film purushkar - Asian Hindi - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Sunday, August 11, 2019

Film Andhadhun ko mila Rakshtiye film purushkar - Asian Hindi

Har sal kisi na kisi movie ko Film faire award ya Rakshtiye Film award purudhkar se nawaja jata hai.Es bar Rakshtiye Film Purushkar Andhadhun film ne hasil kiya hai.Yah Rakshtiye film purushkar Sal me ek bar distribute kiya jata hai.Aur ye kafi bari award me se ek mana jata hai.Aur jis bhi film ko yah awardmilta hai Us film ko sal ka sabse fantastic movie ke rup me dekha jata hai.

66ve. Rakshtiye Fipm purushkar ko shukrvar ko ghoshna ki gayi.Jaha Shri Ram Raghuvan nirdeshan"Andhadhun" ko best film of the year ka award mila hai.Hm sabhi jante hai ki Andhadhun movie ne audience par kafi kmal ka chhap chhora tha.



Es film Me AYushman khurana ne kafi jabardast acting kiya hai.Aur esme Vickey kaushal ne bhi Manoranjan karne me kafi bhagidari nibhayi hai.Es film me Kriti suresh bhi kafi achhi role nibhayi thi.Audience ko ayushman aur Kriti ki jori ka khoob srahna ki hai.

Vickey Kaushal ko Film "URI the surgical strike" aur Ayushman khurana ko "Andhadhun" ke liye best Actors ka award kal diya gaya hai.Aur vahi Telugu actoress Kriti Suresh ko film mahanati ke liye best actoress ke award prapt huya .

Rakshtiye film purushkar ke jyuri ke chairman Rahul ravail ne purushkar ki ghoshna ki.En purushkar ka elan ki ghosna two month pahle hi kar diya gaya tha.Lekin Lokshabha ke chunav ke chalte enhe announced nahi kiya gaya tha.Aur jab Loksabha Chunavho gaya tab eska elan kiya gaya tha.


419 filmo ki 45 din Screening ke bad huya award ka ghoshna
-Rakshtiye film.purushkar ke chairman jyuri ne 31 category ke film ko chayan kiye the.En sabhi total category me lagbhag 419 filmo ko chuna gaya tha.aur sabhi ko 45 dino tak screen test kiya gaya tha.Uske bad niskarsh nikala gaya ki Andhadhun ko best film faire award dena chahiye.Non feature film ke category me lagbhag 23 award ghoshit kiye gaye.Eske liye jyuri ne 253 filmo ko 28din tak lagatar dekha tha.Es film faire award me 22 kitabe aur 19 lekhan bhi shamil kiye gaye the.

Rakshtiye film purushkaro:-
*Best film-->Andhadhun
*Best Actor-->Ayushman khurana,Vickey Kaushal
*Best Sporting Actor-->Kriti Suresh
*Best director -->Aditay dhar
*Best Music-->Director Sanjay Kila Bhansali
*Best background Award-->URI
*BEst Action Film-->KGF

Janiye kya Bole "Nationals Award Winners"
-Jis jis ne bhi Film faire of the year ka khitab jeeta hai.Aaj hm unke views janenge Ki unko kaisa lag raha hai ye Award pakar.



*Ayushman khurana,Actor
-Aaj jo mere ko yah samman mila hai.yah mera hard work ka aur mere bharose ka aur mere filmi actor ka sharthak banata hai.Mai khus hu ki mere dono filmo "andhadhun" aur "badhayi ho" ko national award mila hai.Yah sabit karta hai ki desh ke log cinema ko chahte hai jo unke entertain ke sath sath unkr kuch sikh bhi de."Andhadhun" ne mujhe kafu achha actor banaya hau aur vahi"Badhayi ho" ne sabhi gharo me kafi talking point banaya hai.

*Suresh Sikri,Actoress
--Bahut khus hu.Mai un sabhi ka shukriya ada karna chahti hu jo es film se fure huye the.Mujhe nahi pata tha ki kya kahna hai.Yah mere desh ka sarvochay sman hai.Mai un sabhi ko shukriya kahn chahti hu  jo mujhe es film ke layak aur es award ke layak samjha.

*Amit Sharma,Director
--Mai speechless hu.Jab mai yah film banayi tab mujhe business aur award ke bare me jyada andaja nahi tha.National award mere liye bahut mayine rkhta hai.Yah bahut hi simple sa subject aur kahani tha.jise hm logo ne kafi emandari ke sath banaya aur mai bahut khus hu ki ese es mahan award se nawaja gaya hai.

Conclusion Of This Post
To mujhe unmid hai ye news aapko kafi pasand aaya hoga.Kyuki agar aapko bhi ye sab filme pasand aaya ho to aapko bhi kafi khusi huya hoga jab enhe award mila hoga.Aur es sal ka aapka kon sa movie favourites raha niche comment me jroor bataye.aur es article ko share karna na bhule.

No comments:

Post a Comment