Google play store ke look change ho gaya ? | Janiye kya kya chije alag dikhne laga play store ke - Asian Hindi

Breaking

Daily Updates Hindi me! AsianHindi site par Technology, Entertainment, Sports, politics aur bhi duniya bhar ke khabar milenge. Asian Hindi Website par Asian ke har updates hindi me diye jate hai

Post Top Ad

Thursday, August 22, 2019

Google play store ke look change ho gaya ? | Janiye kya kya chije alag dikhne laga play store ke

Google play store ke look change ho gaya ? | Janiye kya kya chije alag dikhne laga play store ke

Google Play store jo ki Android mobile ke apps store hai jaha par apko Android phones ke sabhi applications milta hai, Toh is app ke naam hai Play store jo Google ke khudka app hai. Hal hi mein Is app ke look,design sab changes ho gaya. aap niche image dekhiye abhi kesa design hai play store ke. Aur humne niche play store ke naya UI design kesa rha hai kya kya changes hai sab kuch bataya hai aap read kare is post ko apko pata chal jayega Google play store mein kya kya changes aye hai.


Sabse pehle bat kare Google play design change ke bare mein, Google hamesa apne apps ko Users ke liye kuch na kuch na features ya phir naya design late rehta hai, wese google play store ko aap bahut salo se chala rha hai toh apko pata hoga pehle inka design kuch or dikhta hai. isbar play store par design laya hai or iska jo interface hai woh White ke upar hai aap picture par dekha hai Play store ka look abhi white white nazar aaye hai.

Dusro jo change hai woh hai Downloading system aap upar diya hua image ke middle Screenshot dekhiye aap smj jayenge pehle kuch alag tarah ka Percentage dikhata tha magar aap apko Round icon par dekhne ko milta apka app kitna tak download hua hai.

Pehle wala image par apne dekha hoga sabse niche Games,Apps, movies, Books yeh sab bhi abhi niche laya gaya hai jo ki pehle sabse upar tha. Abhi play store par sabse upar search bar tab hai aur Voice search karne ke liye icon hai. Us voice typing icon par tab karke apka pasndida apps ka naam bolenge toh apko mil jayega.

No comments:

Post a Comment