Humne Pichle post par Realme 5 ke kimat aur specs bataya hai aur launch kab hoga woh sab bataya tha ab aur ek update aaya hai ki Realme 5 pro bhi release karne wala hai, Aur Realme 5 ke full specs, launch date sab announce h gaye hai. Aaiye jante hai Realme 5 pro par kya khas specs milte hai and Realme 5 se jyda Realme pro par kya dekhne ko milega.
Realme 5 Pro ki Full Specifications
Realme pro ke Display 6.30 inches hai jo ki Realme 5 se thoda jyda screen size hai. Performance ke liye Realme 5 pro mein Processor Qualcomm Snapdragon 712 AIE diya hai jiska clock speed 2.3 gHz hai. Android pie 9 OS, colors 6.0 version milega, 4GB RAM 64GB Internal, 6GB RAM 64GB Internal storage do varriant me launch kiya hai.
Realme 5 pro mein 4035 mAh ki battery aur VOCC fast charging hai. USB type C hai, Headphone jack aur bluetooth v 5.0 hai. Is phone me accelerometer, ambient light sensor, compass/ magnetometer, gyroscope, proximity sensor, and fingerprint sensor yeh sabhi sensor diya gaya hai realme 5 pro par quick face unlock bhi milta hai.
Realme 5 pro Price aur next sale ?
Realme 5 pro ko 20 august mein launch kardiya tha toh aur iska next sale 4 September din ke 12 baje shuru hoga E commerce website filpkart par. Realme 5 pro ki kimat 4GB RAM, 64 GB Storage wala 13,999 Rupee mein start hoga jise aage price badh bhi sakte hai. 6GB RAM, 64GB storage wala 14,999 Rupee se start hoga.
Key specs of Realme 5 pro
Display : 6.30 inches
Camera : Front Camera16-megapixel,
Rear Camera48-megapixel + 8-megapixel + 2-megapixel + 2-megapixel.
RAM : 4GB,6GB
Storage : 64 GB
Processor : Snapdragon 712 AIE
Battery : 4035 mAh
Processor : Snapdragon 712 AIE
Battery : 4035 mAh
Colours : Crystal Green and Sparkling Blue
Aise hi Tech Update, Gyan badhe bate,Sports,movie related aur Duniya bhar ki khabar pane ke liye
AsianHindi.com facebook page like aur follow krna na bhule.
Agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto ke sath share zaroor kare. Post read karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad
AsianHindi.com facebook page like aur follow krna na bhule.
Agar aapko yah article achha laga ho to apne dosto ke sath share zaroor kare. Post read karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad
No comments:
Post a Comment