Vaise to market mai bhut se smartphones available hai jo bhut hi badia or budget range mai hai. Honor ke bhi bhut se models market mai available hai jo ki ek acha khasa phone hai agar specifications ke hisaab se dekhe to.
Filhaal ek European site pe Honor P30 or P30 pro ke kuch specifications leaks hui hai jinme yeh bataya ja raha hai ki Honor ke isi P30 mai aap do cameras ko ek saath use kar payege Aaye thoda details mai jaante jai isi Honor P30 ke baare mai.
Honor P30 ke bhut se leaks saamne nikal ke aa rahe the ki is phone mai aapko 3 rear camera milege jin mai se app do camera ko ek saath use kar ek wide angle camera or ek 10x optical zoom vale camera ek hi time pe chala skate hai.
Filhaal yeh phone India mai nahi launch hoga but yeh Singapore mai 6 april ko vivocity mall mai availabe hoga jiske saath aapko free Huawei Watch GT and JBL Clip 2 speaker bhi milega or in sab chezzo ki exactly pricing SGD 467 ($345/€305) rakhi gayi hai.
Agar specifications ki baat kare to abhi iski jada kuch specifications saamne nikal ke nahi aayi hai par ha yeh phone gradient colours ke market mai availabe hoga or jike back mai tripple camera setup diya gaya hai jisse low light photos mai aapko behtreen qualities dekhne ko milegi. Agar iske dual view camera vale feature ki baat kare yeh aapko ek OTA update ke baad se availabe haga jo ki company ne confirm kar diya hai.
Vaise to kuch specifications leaks hui hai jisme yeh bataya gaya hai ki isme apko 40 MP or 10x optical zoom camera isme aapko dekhne ko mil sakta hai Jo ki low light video recording mai bhut acha sabit hoga.
To yeh thi kuch aaj ki updates Honor P30 ke baare mai. I hope aapko yeh jaankari pasand aai hogi.
Aise hi Technology ke latest updates aur duniya ki hal chal pane ke liye AsianHindi ki facebook page aur asian Hindi site ko follow karna na bhule. Dhanyawaad

No comments:
Post a Comment